Soittimet
Ensembles
Genres
Säveltäjät
Esiintyjä

Sanoja: Jal. Aadat.

Najaane kab se
Umeedain kuch baqi hain
Mujhe phir bhi teri yaad
Kyun ati hai?
Najaane kab se

Durr jitna bhi tum mujhse
Paas tere main
Ab tau addat si hai mujhko aise jeene main
Zindagi se koi shiwva bhi nahi hai
Ab tau zinda hun main iss neele asmaan main

Chaahat aisi hai yeh teri
Barhti jaye
Aahat aise hai yeh teri mujhko sataye

Yaadain gehri hain yeh kitni
Dil doob jaye
Aur aankhon main yeh ghum num ban jaye

Ab tau addat si hai mujhko aise jeene main

Sabhi raatain hain
Sabhi baatain hain
Bhula do unhain
Mitta do unhain

Ab tau addat si hai mujhko