Soittimet
Ensembles
Genres
Säveltäjät
Esiintyjä

Sanoja: Raghav. Storyteller. Chor Diya (The Ultimate Sacrifice).

Athe mujhko

Mera dil aur chain gaya
Oh mere dilbar jani
Tuj par sab kurbaan sanam
Yeh jane duniya saree

Rok sake tau rok koyee
Jab hamne man mai thanee
Tan se chaya na choote
Jane duniya matwali

Maine chodh diya
Maine chodh diya gharbar apna aur tujse nata jodha

Madhosh kiya teri nazar ne
Mujhko mujhse chooraiya
Jadoo hai ye teri ada ka
Koyee bach na paya
Tere tasavur mai aisa khoya
Sara jahan hai paya
Chand tare bhee dekhen
Ye anokha pyar hamara

Maine chodh diya
Maine chodh diya gharbar apna aur tujse nata jodha
Maine chodh diya gharbar apna aur tujse nata jodha

Mera dil aur chain gaya
Oh mere dilbar jani
Tuj par sab kurbaan sanam
Yeh jane duniya saree

Rok sake tau rok koyee
Jab hamne man mai thanee
Tan se chaya na choote
Jane duniya matwali

Jane kyo dil de bethe sanam